फ्री में आसानी से ब्लॉगर पर ब्लॉग कैसे बनते है जाने हिंदी में free me top blog kaise banaye part -1 in hindi हिंदी में सीखे

        BEST BLOG AND WEBSITE KAISE BANATE HAI ? 

dosto aaj ham aapko blog ya website banane ke bare me batate hai .  jo ki bahut hi saral hai aap blog ya website bana kar paise bhi earn kar sakte ho aur apne vichar sabhi ke samane rakh sakte ho 
aap soch rahe honge ki blog ya website kyo banaye to iske pichhe kuchh vajah hai jaise ki agar aap online paisa kamane ki soch rahe hai to yah aapke liye bahut hi achchha platefarm hai kyoki yah bahut hi saral aur sadharan tarika hai online paise kamane ka . 
dusari vajah yah hai ki agar aapke pass koi gyan , jaankari hai jisko aap chahate hai ki duniya ko iske bare me pata chalna chahiye to mera manna hai ki blog ya fir website se achchaa koi aur rasta nhi hai 
aap yah bhi socu rahe honge ki blog ya fir website ke liye to coding ki jarurat hoti hai to aur fir aajkal to socail site bhi bahut hai jinki help se aap aapni baat kah sakte ho . 
pahli baat blog ya website ke liye agar aap ko coding ki jaankari nhi hai to koi baat nhi ham aapki help karne ke liye hi hai . dusari baat rahi socail site ki to usme to aapke pass option kam hai aap usme apni marji se kuchh bhi nhi badal sakti ho jab ki blog ya website par aap apni marji se bahut kuchh kar sakte ho .
hindi net guru
blog by hindi net guru

            JANE BLOG KAISE BANATE HAI 

sabse pahale aap blogger.com par jaye aur uske baad usme log in kare jaise image me dikhai de raha hai . login karne ke liye aapke pass EMAIL account hona chahiye agar aapke pass Email account nhi hai to yah par jaakar jane email account kaise banate hai  
 is par click kare aur  JANE E-MAIL ACCOUNT BANANA 
hindi net guru
blog creat

agar apke pass email account hai to aap blogger.com par jaakar login kare uske bad aapke samne blogger ka deshboard par jane ke bad aapke samne 

अपने नाम की मनपसंद मोबाइल के लिए रिंग टोन कैसे बनाते है हिंदी में सीखे
आपके पीछे से कौन करता है जासूसी आपके फेसबुक अकाउंट की जाने हिंदी में
hindi net guru
new blog

new Blog ka option dikhai degaa 

us par click karne ke baad ek aur window open hogi jis par aapko image ke anusar usko pura karna hai . 


hindi net guru
creat new blog
1. Tittel > me aapko apne blog ka naam likhna hai 
jaise hindinetguru
2. Address me aapko apne blog ka address dena hai jaise ki image me show ho raha hai .
yah ho gaya aapka blog bankar taiyar . 
ab bas aapko post likhne hai aur unko publish karo 
aage ham jane ki kaise likhte hai best post .


agar aapko hamri yah post pasand aayi hai to aur aapko hamse koi sawal puchhna ho to aap hamko comment kar puchh sakte ho 
ishko sheyar aur hamako facebook , google+,twitter par follow kare 

Post a Comment

3 Comments

  1. Thanks for sharing this Awesome Article, keep up this kind of work in future
    What is a blog in hindi
    Free Main Blog kaise banaye

    ReplyDelete
  2. Nice post brother, I have been surfing online more than 3 hours today, yet I never found
    any interesting article like yours. It is pretty worth
    enough for me. In my view, if all web owners and bloggers made good content
    as you did, the internet will be much more useful than ever before.
    There is certainly a lot to know about this issue.

    I love all of the points you’ve made. I am sure this post
    has touched all the internet viewers, its really really good post on building up new weblog.
    AN INTERNSHIP GUIDE ABOUT DRDO

    ReplyDelete

COMMENT KARTE SAMAY IN BAATO KA DHYAN RAKHE
1 . Ek Hi Comment Ko Na Baar Na Kare
2 . Apne Sawal Ki Jaankari Puri Dale Taki Ham Usko Samjh Sake Ki Aap Kya Janna Chahte ho.
3 . Comment Me Galat Bhasha Ka Use Na Kare
4 . Agar Aapke Comment Hamari Policy Ke Khilaf Hue To Ham Unko Delete Karne Ka Adhikar Rakhte Hai .
5 . Aap Comment Me kisi Prakar Ka Link Na daale
6 . Apni Website , Blog Ki Link Daal sakte ho . Aur Kisi Ki Nhi .