blogger par free blog banane se pahale kya kare puri detail hindi me
blogger par free blog banae se pahale |
HELLO DOSTO AAJ HAM AAPKO HINDI NET GURU PAR EK FRESH NEW INFORAMATION LEKAR AAYE HAI , JO KI AAPKI BAHUT HI MADAD KAREGIHAM AAPKO BLOGGER PAR FREE BLOG BANANE SE PAHALE KYA KARE USKI PURI DETAIL HINDI ME BATA RAHE HAI AGAR AAP BLOGGING KARANA CHAHATE HO TO . BAHUT SE BLOGGING KARANE WALO SE AAPNE SUNA HOGA YAA KISI KE BLOG KO GOOGLE PAR SEARCH KARANE PAR STUDY KIYA HOGA AUR HAM BHI APNA BLOG CREAT KAR LETE HAI LEKIN KUCHH TIME BITANE KE BAAD HAMAMRE ANDAR KUCHH YAH FIILING AATI HAI KI HAM SAFAL NHI HO PAA RAHE HAI.
VAJAH KYA HAI AAJ HAM APNI IS POST BLOGGER PAR FREE BLOG BANANE SE PAHALE KYA KARE HIND ME IS BAAT PAR AAPKO PURI DETAIL SE JAANKARI DENGE AUR JO FILLING HO RAHI THI USAKI BHI KE VAJAH HAI JAB HAM KOI BHI WORK KARATE HAI AUR USAKE BAAD USKA RESULT HAMAMRE ANUSAR NAA MILE TO NIRASHAA HONE LAGTI HAI , AUR USAKE BAAD HAM BLOGGING CHOD DETE HAI , LEKIN DOSTO AGAR HAMANE EK BAAR BLOGGING START KAR DI TO USKO CHHODANE KA MATLAB HAI KI HAM KABHI BHI AUR KISI BHI JAGAHA SAFAL NAA HONE KE CHANCE KAM HI MILENGE KYOKI YAH VO MANCH JIS PAR AAPKO KUCHH BHI KARANE KI AAJADI HAI APNE HUNAR KO DUNIYA KE SAMANE LAANE KE LIYE VAH BHI FREE ME .
blogger par free blog banane se pahale Email banaye
Dosto aagar aap bhi blogger par free blog banana chahate ho to aap ko blog banane se pahale kya taiyari karni hogi kya chijo ki jarurat hogi isake bare me puri detail honi chahiye isliye ham aapko is blogger par free blog banane se pahale kya kare me bata rahe hai ki sabsbe pahale hamar pass ek email id ya account hona chahiye agar aapke paas koi bhi email id nhi hai yaa gmail par acount nhi hai to aap blogger par free blog nhi bana sakte ho , blog banane se pahale aapko email id banai hogi , emaial id ka account aap bahut se platefarm par ban sakte ho jaise ki yahoo, gmail, rediffmail,hotmail in seb par aap aapna account bana sakte ho duniya me sabse jyada jo use ya user wale hai vah gmail hai aap is par bhi asani se apna account ban sakte ho aap gmail id kaise banaye par click kar ke jaan sakte ho ki gmail par apne new free me account ya email id kaise banate hai !
blogger par free blog banane se pahale choose topic
dosto jab aap blogger par free blog banane us se pahale apne blog ke topic ka choose karo aur choose karane ke baad us topic ki bare me jitana aap jaan sakte ho janane ki koshish kar dusaro ke blog padh sakte ho dusaro logo se jaan sakte ho mer kahane ka mean hai ki aapko jitani pakad yaa inforamation hogi apne blog topic par utani hi safal hone ki gaaranti hogi isliye hamko blogger par free blog banane se pahale kya kare chahiye uski taiyari bhi sahi tarike se karani chahiye , kya aap bina taiyari ke kisi bhi exam ko fight nhi kar sakte ho aap chhoti see choti pariksha ke liye bhi taiyari karate ho na usi prakar aapko agar blogging life me safal hona hai to aap ko isake liye pro topic detail jaanni hogi isake liye apne topic se jude blogs, people, tv show , youtube par video aadi se inforamation juta sakte ho aur usake baad apne topic par khud bhi kuchh likhane ki practice karni chahiye aur us artical ko apne dosto janane walo ko padhana chahiye unke reaction lene chahiye agar usame koi bhi kami hai to usako remove kar apne hunaar me grow karana chahiye .
Blogger par free blog banane se pahale think about blog name
Hamane jab yah soch liye hai ki hamko kis topic par blogger par free blog banana hai to usake baad hamne apne topic kebare detail bhi leli hai to usake baad hamko bahut hi mehanat se apne blog ka name sochana hai blogger par free blog banane se pahale kya kare me aapko apne blog ke name ka bhi chunav bahut hi savdhani se karna hota hai kyoki hota kya hai ham jab josh me blogger par blog banante hai to us time yah dhyaan nhi dete hai ki apne blog ka kya name hona chahiye bas ham dusaro ko dekhkar yaa dusare ka blog name dekha kar hi apne blog ka naam bhi milata julata rakh lete hai usake baad hamare blog par utane visiter nhi aate hai kyoki milate julate namo ke aaran visiter pahale se fam blogs par chala jate hai aur fir hamare blog par nhi aate hai ! isliye apne blog ka name blogger ke free blog banane se pahale bahut hi soch kar rakhe. agar aapko perfact blog name rakhana hai .
blogger par free blog banane se pahale think about blog menu bar
dosto ab hamane apne bolg ka name bhi soch liya hai to isake baad blogger par free blog banane se pahale ab hamko apne blog ke menu bar ke bare me sochana hai kyoki ek blog ke menu bar bhi utane hi important hai jitana blog ka naam , menu bar hi hamare blog ki detail bata dete hai ki hamara blog kitane topic cover kar raha hai ya hamare blog par visiter ko kya kya mil sakta hai , blog ke menu bar se hi hamare blog ko ek alag hi look milta hai isliye hamko blogger par free blog banane se pahale blog ke menu bar me kya hona chahiye kis naam se blog ke menu bar hone chahiye yah sab hamko pahale se hi soch lena cahahiye kyoki agar hamane inane ke bare me nhi socha hai to hamko aage chalkar inko change karte hai ! isake liye bhi hamko puri inforamantion juta leni hi chahiye tab jaakar apne blog ke liye menu add karane chahiye blogger par free blog banane se pahale aapne nhi socha hai to unko baad me bhi aap badal sakte ho isake baare me ham aage isake upar bhi post likhene lekin agar ham abhi free blog bana rahe hai to hamko uske bare me sochna chahiye .
blogger par free blog banane se pahale facebook par page banaye
friends facebook aaj duniya ke sabse jyad use ki jaane wali social site hai , ham sab facebook ka use karte hai lekin kya aapko pata hai facebook se ham apne blogger par free blog ka add kar sakte hai uska promation kar ke dosto ko bata sakte hai agar ham facebook par apne blog ke naam se koi bhi page banate hai usa par apne blog ko sheyar karte ho to hamko apne blog ke liye jyada se visiter milate hai isliye hamko blogger par free blog banane se pahale facebook par bhi apne blog ke naam se ek account banaye agar aapka facebook par account nhi hai to aap facebook par bankar usme apne blog ke naam se facebook page banaye . facebook par account banane ke liye aap NEW FACEBOOK ACCOUNT par click kar ke new facebook account bana sakte ho
blogger par free blog banane se pahale creat twitter account
jis tarah se duniya me facebook ke user hai usi tarah se twitter bhi use hoti hai hamko blogging me safal hona hai to blogger par free blog banane se pahale hamko twitter par apna aur apne blog ke naam se twitter account open karana hoga aur usake baad apne blog ke sabhi post ko blog par sheyar kare kyoki twitter ki help se hamko bhi hamare blog ko visiter grow honge blog par free blog banane se pahale hamko twitter par bhi apni ek pahchan banani hai taki log hamko jaane aur hamare dwara kiya gaya ek tweet se hi hamare blog ko brand bana sakta hai isliye hamare twitter ka use bhi karana bahut hi jaruri hai aap twitter par account click kar bhi khol sakte ho .
agar aap yah sab karo aur thodi si mehant to ham sochate hai ki aap ko bloging me koi nhi rok sakta hai blogging karna koi rocket vigyan nhi hai lekin usake leye perfact planning bahut jaruri hai aapko blogger par free blog banane se pahale bahut kuchh ki planning karni hoti hai hindi net guru aap ko vah sab batane ki koshish kar rahe hai jo ki blog banane se pahale jaruri hota hai yah post hamare liye ready karana bahut hi hardwork se kam nhi thi post likhan bahut hu saral hai lekin aapko sahi tarah se apni baat pahunche isake liye bahut hi savdhani se post ko write kiya jata hai hindi net guru ki yahi koshish rahegi ki hamare visiter ko jo chahiye vah ham unko saral aur simple way me provite kar sake
agar aapko yah post helpful lagi ho to sheyar jarur kare aur apne dosto ko bhi isaki jaanakri de kyoki jitana aap log hamri help karoge utan hi hamko bhi jyada se jyada likhane ka aanand aayegaa
0 Comments
COMMENT KARTE SAMAY IN BAATO KA DHYAN RAKHE
1 . Ek Hi Comment Ko Na Baar Na Kare
2 . Apne Sawal Ki Jaankari Puri Dale Taki Ham Usko Samjh Sake Ki Aap Kya Janna Chahte ho.
3 . Comment Me Galat Bhasha Ka Use Na Kare
4 . Agar Aapke Comment Hamari Policy Ke Khilaf Hue To Ham Unko Delete Karne Ka Adhikar Rakhte Hai .
5 . Aap Comment Me kisi Prakar Ka Link Na daale
6 . Apni Website , Blog Ki Link Daal sakte ho . Aur Kisi Ki Nhi .