Blog me hit post kaise likhe |
Blog Me Hit Post Kaise Likhe Hindi Me
blog banane ke baad sabse pahle kaam hit post likhane ka hota hai ! blog bana liya hai lekin ab hamare samne ek hit post likhane ki problem aati hai ki ham usme nayi jabardast hit post kaise lekhe ki jo ki har kisi ko pasanda aaye. blog me best post ho aur log bhi uski tarif kare aage chal kar ham us se kuchh fayda bhi ho lekin ham nhi kar pa rahe hai to ab hamare samne jo yah problem hai uska kya hal nikale ki hamari ya problem solve ho jaye . to koi baat nhi HINDI NET GURU hai naa aapki help ke liye. aaj ham aapko baatate hai ki ek sabse best post kaise likhte hai. aap ham aapko step by baatate hai ki aapko sabse pahle kya karna hai aur kin chijo ka dhyan rakhna hai .
1 Comments
दोस्तों इस पोस्ट का लिखने के पीछे हमारा यह मकसद है की जब कुछ नए ब्लॉगर होते है तो उनके सामने यह प्रॉब्लम होती है की नयी पोस्ट कैसे लिखे है तो उनको ध्यान में रखकर हमने यह पोस्ट लिखी है अगर आपका कोई भी सवाल हो तो आप हम से पूछा सकते हो
ReplyDeletehttp://learnbloghindi.blogspot.in/2016/03/blog-me-best-new-post-kaise-likhe-in-hindi.html
COMMENT KARTE SAMAY IN BAATO KA DHYAN RAKHE
1 . Ek Hi Comment Ko Na Baar Na Kare
2 . Apne Sawal Ki Jaankari Puri Dale Taki Ham Usko Samjh Sake Ki Aap Kya Janna Chahte ho.
3 . Comment Me Galat Bhasha Ka Use Na Kare
4 . Agar Aapke Comment Hamari Policy Ke Khilaf Hue To Ham Unko Delete Karne Ka Adhikar Rakhte Hai .
5 . Aap Comment Me kisi Prakar Ka Link Na daale
6 . Apni Website , Blog Ki Link Daal sakte ho . Aur Kisi Ki Nhi .