dosto aajkal facebook ka use bahut ho raha hai . facebook par aapki bhi id hogi lekin kya aap facebook ke blu colour se uba gaye ho kya aap chahte hai ki facebook ke blu wale colour ki jagah aapke manpasanda colour dikhai de aapki ichchh se facebook ke background ka colour change ho jaye to ham aapko batate hai vo tarika jiski help se aap apne facebook id ke colour ko change kar sakte ho aur aapni pasanda ka colour choose kar sakte ho. aap hamre sath sath kuchh step follow karte chalna aur fir apke facebook ka colour change ho jayegaa to aapko sabse pahale google ke search baar me facebook colour change likhkar search kare aur jab aap yah likhoge to aapke samne koi option aayege tousme seFACEBOOK COLOR CHANGElikhawale par clike kar ke usko open kare . ab aapke samne neche diye gaye photo ke anusar ek window opwn higi jo ki google ke dhara banai gai hai .iske baad aap image me nirdish ke anusar follow kare 1 ...jaisa ki image me dikhai de raha hai ki hamko sabse pahale confirm karna hai ki hamne sahi window open kiya hai ya nhi agar hamari window mw facebook color change hona chahiye
facebook colour change
facebook colour change
facebook colour change
2 ...ab hamko image ke anusar added to chrome par clicke karna hai uske baad kuchh samya lagne ke bad aapke samne ek window open hogi .3 ....iske baad aapko nichhe di gai image ke anusar extension jode / abhi nhi jode ka option dikhai dega . jab extension abhi jode par click karge to aapke sane ek window open hogi jis par finish likh hpga jab finish par click karoge to aapke search baar par ek facebook ke ican ka sain dikhai de raha hoga .
fab aapko apne facebook ko login karna hai aur jab facebook ko log in karne ke bad facebook ke ican par click karogr to aapke samne color change karne ke liye ek window open hojayegi jab aap kisi bhi color par click karoge to aapke facebook account ka color change ho jaye
agar aapko hamri yah trick pasand aai ho to iske sheyar jarur kare taki sabhi ko iski jaankari ho . agar aapko aapko samjhane me koi problem aai ho to aap hamo comment box me commment likhkar hamse apni problem ko bata sakte ho
0 Comments
COMMENT KARTE SAMAY IN BAATO KA DHYAN RAKHE
1 . Ek Hi Comment Ko Na Baar Na Kare
2 . Apne Sawal Ki Jaankari Puri Dale Taki Ham Usko Samjh Sake Ki Aap Kya Janna Chahte ho.
3 . Comment Me Galat Bhasha Ka Use Na Kare
4 . Agar Aapke Comment Hamari Policy Ke Khilaf Hue To Ham Unko Delete Karne Ka Adhikar Rakhte Hai .
5 . Aap Comment Me kisi Prakar Ka Link Na daale
6 . Apni Website , Blog Ki Link Daal sakte ho . Aur Kisi Ki Nhi .